Thursday, November 16, 2006

`hmmmmmph :)


dard pyar pyar dard dard pyar pyar dard pyar aur maut
eik din
achanak
lakeeroun ko mita kar
andha bana kar
khooun sukha kar
saans nikal kar
ley jaogi tum mujhay
aur phir shuro hoga
hisab meyre gunahoun ka
aur sabh sey upar hoga darj
kissa tumhay zindagi bhar ka dhukh daynay ka
la jawab ho kar mene kabool kar laina hei
har ilzam tumhara
:) eik din

0 Comments:

Post a Comment

<< Home