`yeh jo muhabbat ..ye unka hey kam..mehboob ka jo...bus laitay hoey naam.. may jain... mit jain... ho jain badnaaam
yaad kis kis ki nahi ati
sabh cheer jatay heyn is dil ko
uff tak nahi kia jata
pyar ho gaya hey is dard e judaee sey
kash hum bhee badal ban kar tumharay dil ka acha mausam ban saktay
kash hum bhee thandi barish ki tarhan thandak mehsoos kara saktay tumhay
tum mehsoos tu kara do gey
tum yakeen bhee dila dogey
leikin aag us tarhan tunahi lagay gee
pyass us tarhan tu nahi lagay geee
ankhon mey woh nasha tu nahi rahayga
honton per woh muskan tu nahi la sakogey
karna he tu nahi chahta abh mey aisa kuch
jo tha wohi rahayga sadaa
meyra uska na tha tu kia huwa
woh tu meyra he rahayga na
agr woh sansain abh sunaee nahi deyti tu kia huwa
meri sansain tu chal rahi heyn na
baat yeh tu nahi keh hum tum ko azmana nahi chahtay
masla yeh hey keh dard aur palna nahi chahtay
darwazay bandh kar chukay heyn hum zindagi bhar kay liyeah
aanay walay a chukay and buss chukay heyn is ghar mey
yeh ghar abh kisi kay naaam ho chuka hey hamaisha kay liyeah
baaaaaaaaaz jhoot sach ki izzat bachanay kay liyeah bolay jatay heyn,
baaz haaath behtri kay liyeah choray jatay heyn,
dil ye dard sey tooota nahi,
coz jo hey woh sabh jhoot nahi
n dard mey jo maza hey meyra dost
shayad he kisi aur cheiz mey hoga
yeh dil agr tooot chuka hota tu aj tum mujhay hansta muskurata na deykhtay
is dard ney mujhay eik raah deykha dee hey
is dard ney eik jannat see deykha dee hey
yeh dard nahi hey,
yeh jaan hey meri
dil mey tu humaray bheee beypana muhabbat bhareee paree hey
yeh woh muhabbat hey jiskay samnay samandar eik katra hey
asmaaan eik chota sa badal hey
aur yeh dunia is kainat ka eik chota sa sitara
akhir tum bhee maaan gaey keh tumhay nafrat hey
mujhay yakeen na tha keh tum kahogey leikin yehi tu zindagi hey
jo chahat thee woh tamana ban kar reh gaee
aur jo tamana thee woh tu fanaa he ho gaeeey

0 Comments:
Post a Comment
<< Home